dervaish ko talab thei mata'hay khaloos ki
makhlooQ chup rahi k ye mushkil sawal tha
[/QUOTE]
Inn ki nazar maiN meri tabahi kay wastay
Itna khuloos tha keh shikayat bhi na kar sakay
lab si diye hai taa na shikaayat kare koi
lekin har ek zakhm ke mooh mein zabaan hai aaj
[/QUOTE]
Tumhare zakhm say hum dil ki duniya shaad rakhtay haiN
Khizaan maiN bhi baharoun ki tarah aabad rakhtay haiN
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Tumhare zakhm say hum dil ki duniya shaad rakhtay haiN
Khizaan maiN bhi baharoun ki tarah aabad rakhtay haiN
[/QUOTE]
phir tu ne cher de hai gaa'ee saa'atooN ki baat
wo guftagho na kar k tujhay be malal ho
muj ko be gar-cha chahra shanasi ka zo'am tha
mushkil ye aa'N pari k adaa'kaar wo be tha
[/QUOTE]
Nikaala mujh ko jannat say fareb-e-zindagi dey ker
Diya phir shauq jannat ka, yeh hairaani nahi jaati
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Nikaala mujh ko jannat say fareb-e-zindagi dey ker
Diya phir shauq jannat ka, yeh hairaani nahi jaati
[/QUOTE]
khulta hai koi raaz tu rah jata hooN hayraa'N
poosheeda hia kia kia meri chashm-e-garaN se
khulta hai koi raaz tu rah jata hooN hayraa'N
poosheeda hia kia kia meri chashm-e-garaN se
[/QUOTE]
Raaz kay raaz ka samjhna koi aasaaN nahee
Pehlay utar meray ashaar kee gehraai maiN
koi samjay gha kia raaz-e-gulshan
jab taak uljhay na kantooN se damaN
[/QUOTE]
Yeh raaz e bahar e gulshan hai is raaz ko kia samjhay koi
Shabnam ko rulaya pholoon nay ya raat ko shabnam khud roye
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Yeh raaz e bahar e gulshan hai is raaz ko kia samjhay koi
Shabnam ko rulaya pholoon nay ya raat ko shabnam khud roye
[/QUOTE]
hum tughafil pe teray hont na kholian gain kabhi
dil ka fasana suna dain ghi hamari anhkiN
hum tughafil pe teray hont na kholian gain kabhi
dil ka fasana suna dain ghi hamari anhkiN
[/QUOTE]
Meer un neem baaz aankhoN mainN
Saree masti sharaab kee see hai :)
phir us k baad tu ankhoN maiN bus gay'aa wo shakas
agrcha hum ne usay sahrab ki masti maiN dekha tha :D
[/QUOTE]
Yahan kay loug apnay khawab dil maiN rakhtay haiN
Tumharey shehar kee yeh ada acchi lagee hum ko