![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ya aa'rzo be bari cheez hai magar humdum
visaal-e-yaar faqat aa'rzo ki baat nahi
[/QUOTE]
Ye na thi hamri qismat kay wisal-e-yaar hota
Gar aur zinda rahtay yehi intazaar hota
Door ja kar kareeb hoo jitnay
Hum say kab tum kareeb they itna
Ab tum aa oo gay na ja oo gay
Wasal o hijar baham howay kitnay
Ankh rahay gee sham o sahar muntazar tari
Ankhoon ko soonp dain gay tara intazar hum
Badal saka na judai kay ghum utha kar behi
Ka main tu main he raha tum say door jaa kar behi
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
Ye na thi hamri qismat kay wisal-e-yaar hota
Gar aur zinda rahtay yehi intazaar hota
[/QUOTE]
yaas-o-umeed se kaam na nikla dil ki tamana dil main rehi
turak-e-tamana kar na sakay izhar-e-tamana ho na saka
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Badal saka na judai kay ghum utha kar behi
Ka main tu main he raha tum say door jaa kar behi
[/QUOTE]
ye dunia gham tu daiti hia sharek-e-gham nahi hoti
kisi k door janay se mohabat kam nahi hoti
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ankh rahay gee sham o sahar muntazar tari
Ankhoon ko soonp dain gay tara intazar hum
[/QUOTE]
ankh samanadar, lub, sehra aur chahray per hoo ka aa'lam
raaz chupanay ki koshish maiN tum charcha kar bethay ho
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
yaas-o-umeed se kaam na nikla dil ki tamana dil main rehi
turak-e-tamana kar na sakay izhar-e-tamana ho na saka
[/QUOTE]
Dilsay nakal deejaya ahsasay arzoo
Mar jayaa kisi kee tamana na keejiya
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ankh samanadar, lub, sehra aur chahray per hoo ka aa'lam
raaz chupanay ki koshish maiN tum charcha kar bethay ho
[/QUOTE]
Main choop raha tu galat fahmiyan bahari
Vo behi soona hai us nay jo mainay kaha nahi
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ye dunia gham tu daiti hia sharek-e-gham nahi hoti
kisi k door janay se mohabat kam nahi hoti
[/QUOTE]
Gam e duniya behi gam e yar main shamil kar loo
Nasha barhta hai shraboon main sharabin jo milain
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Gam e duniya behi gam e yar main shamil kar loo
Nasha barhta hai shraboon main sharabin jo milain
[/QUOTE]
aa'yna khana maiN ja kar hum bar'hana ho gaye
dil maiN jis gham ko chupaia wo aa'yaaN ankhooN se tha
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dil maiN jis gham ko chupaia wo aa'yaaN ankhooN se tha
[/QUOTE]
TheeN binaatunnash-e-gardooN din ko parday maiN nihaaN
Shab ko unakay jee maiN kia aai keh uriyaaN ho gaeeN
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Dilsay nakal deejaya ahsasay arzoo
Mar jayaa kisi kee tamana na keejiya
[/QUOTE]
ye kia k aik toor se guzray tumaam umar
dil chahata hai teray siwa dosra be ho
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Main choop raha tu galat fahmiyan bahari
Vo behi soona hai us nay jo mainay kaha nahi
[/QUOTE]
is ne be jo salook kia aa'datan kia
hum be wahan gaye they kaha dil ka maan k
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
yaas-o-umeed se kaam na nikla dil ki tamana dil main rehi
turak-e-tamana kar na sakay izhar-e-tamana ho na saka
[/QUOTE]
jab kashti saabit-o-salim thi, saahil ki tamanna kiso thi
ab aisi shikasta kasti par sahil ki tamanna kaun kare
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
jab kashti saabit-o-salim thi, saahil ki tamanna kiso thi
ab aisi shikasta kasti par sahil ki tamanna kaun kare
[/QUOTE]
poochnay walay ne tu poocha lutf-o-karam ahsaan kia
lab pe aiey haraf-e-tamanna ishq k ye adaab nahiN
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ye kia k aik toor se guzray tumaam umar
dil chahata hai teray siwa dosra be ho
[/QUOTE]
Mujahay wafa ke umeed hai magar har ak say nahi
Koyee mailay magar us yara e bewafa ke taraha
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
is ne be jo salook kia aa'datan kia
hum be wahan gaye they kaha dil ka maan k
[/QUOTE]
Jata hoon pur umeed palata hoon na murad
Majboor admi ke dua ban giya hoon main
Latka howa hoo apnay badan ke saleeb par
Eisa taray janoon ke saza ban giya hoon main
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
jab kashti saabit-o-salim thi, saahil ki tamanna kiso thi
ab aisi shikasta kasti par sahil ki tamanna kaun kare
[/QUOTE]
Jab kashti beech bhanwar main thee tu tum ko bachana yaad raha
Jab tum ko utara sahail par tu khud main utar na bhool giya