Kitni Mushkil say kati raat na Pooch!

Kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch,
Dil se nikli hoee honton me dabee baat na pooch,

Mein jis ke waastay lar jaaon is khudae se,
Mujhay khud se hai pyaari yeh kis ki zaat na pooch,

Woh kis ada se mere saamnay se guzraa abhi,
kis tarhan meinay sambhaly mere jazbaat na pooch,

Waqat jo badlay to insaan badal jaatay hain,
Kya nahi dikhlaatay yeh gardish-e-haalaat na pooch,

Woh kisi ka ho bhi gaya or mujhay khabar na hoe,
kis tarhan usnay churaya hai mujh se haath na pooch,

Is tarhan pal mein mujhay begana kar diya usnay,
Kis tarhan apno se khaee hai me nay maat na pooch,

Ab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi nahi,
Kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch.


Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna,

raahaygi shama-e-wafa yunhi ta abaad roshan
ghazal kay roop main jeenay ka hosaala rakhna!

[This message has been edited by Lamhay (edited February 09, 2002).]

Lamhay… thats nice one!
itna khuch bata kay u r saying na pooch

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

lovely ghazal!

[quote]
Originally posted by Lamhay:
**Mein jis ke waastay lar jaaon is khudae se,
Mujhay khud se hai pyaari yeh kis ki zaat na pooch,

Woh kisi ka ho bhi gaya or mujhay khabar na hoe,
kis tarhan usnay churaya hai mujh se haath na pooch,
**
[/quote]

Lamhay, bahut khoob, hakeekat bhi yehi hai ke jab insaan kisi ko dil o jaan se apna bana laita hai tu us ke liye Khudaee se bhi larna, bura nahee lagta...!

Rahi baat, Daaman churaane ka, tu yeh tu aap ko bakhobi andaaza hai ke,

Daman chura ke aap se jayeinge kis taraf... Wadi mout ki baahain kholay bula rahi hai...

Keep up contributing your amazing selection !


Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaayega...!

[quote]
Originally posted by Lamhay:
**Kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch,
Dil se nikli hoee honton me dabee baat na pooch,

Mein jis ke waastay lar jaaon is khudae se,
Mujhay khud se hai pyaari yeh kis ki zaat na pooch,

Woh kis ada se mere saamnay se guzraa abhi,
kis tarhan meinay sambhaly mere jazbaat na pooch,

Waqat jo badlay to insaan badal jaatay hain,
Kya nahi dikhlaatay yeh gardish-e-haalaat na pooch,

Woh kisi ka ho bhi gaya or mujhay khabar na hoe,
kis tarhan usnay churaya hai mujh se haath na pooch,

Is tarhan pal mein mujhay begana kar diya usnay,
Kis tarhan apno se khaee hai me nay maat na pooch,

Ab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi nahi,
Kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch.

**
[/quote]

Lamhay....It is just great..Thanks.


Baza ye zabt-e-gham phir bhi,mohabbat meiN kabhi ro ley
Dabaane ke liye har dard, ye naadaN nahiN hota.

V nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


~kabi alwida na kahNa~

thanks AN 4 tashree

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

kitni mushkil se samj aie nikami ko ye baat na pooch

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


~kabi alwida na kahNa~

Chalo acha huwa samajh tu agaee na, waisay itna mushkil bhi nahee thaa… kyo lamhay ji ?


Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhein ho jaayega…!

Wah

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Zabardast.

bohat khoob lamhay sis

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

thankz for sharing

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

very nice…

my dear! maiN nay bouhat kuch poochna hai.. laykin aap nay to…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

cholo koi baat nahi… phir khabi…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Na kesi ke aankh ka noor hooN
Na kesi k dil ka qaraar hooN

[quote]
**
...Woh kisi ka ho bhi gaya or mujhay khabar na hoe,
kis tarhan usnay churaya hai mujh se haath na pooch

**
[/quote]

wah...
very nice shair.

Thanks amjadji,kashishji,arifji ,pramod,nikami behen, perfectionist,chandji,as sweet as and bholbhai behen!

As sweet as kaunsi baat pochni hai?ap pochsakhti hooooooo! ur welcome dear


Arif ji mushkil tu kuch bhi nahin na

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

samjhnay ki baat hai !

Nice...

yaar raat ko machaar makiyooN nay tang kiya ho ga.. toh muskil say toh katay gi na. kyoon logoonn ko confuse kertay ho.