Kitni Azii-at se us ne Mujh ko Bhulaya ho ga…!
MeRI Yadoo’n ne Usse Khoob Rulaya ho ga…!
Baat be Baat Aankh uski jo Chalakti ho gi…!
Us ne Chehre ko Bazou’n mai Chupaya ho ga…!
Soocha ho ga us ne din mein kai Baar MUJhe…!
Naam Hatheli pe bhi likh likh k Mitaya ho ga…!