Kitne Aziyat Say tuNay Mujh Ko Bhulaya Ho ga…
Mere Yadoon Nay tujhko Khoob Rulaya Ho Ga..
Baat Be-Baat Aankh tayri Jo Chalki Hoo Gi…
tuNay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho Ga
Soocha Hoo Ga tuNay Din Main Kaye Baar Mujhy…
Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga…
Jahan tuNay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi Say..
tayRi Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga..
Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhay…
Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga..
Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana…
Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga…
Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Teray Mehboob Ka naam…
Tuu Nay Naay naam Mara Hi Sub Ko Bataya Ho Ga…!!!
Re: Kitne Aziyat Say tuNay Mujh Ko Bhulaya Ho ga...
bahot khoob.........thnx 4 sharing.....
Re: Kitne Aziyat Say tuNay Mujh Ko Bhulaya Ho ga...
Thanks both of you
and Welcome GS bahi :D
Re: Kitne Aziyat Say tuNay Mujh Ko Bhulaya Ho ga…
wah :k:
Re: Kitne Aziyat Say tuNay Mujh Ko Bhulaya Ho ga...
^^ Thanks