kitnay nadaan theey hum

kitnay nadaan theey hum
Hamay ye ab maloom hua
Teri haar baat ka najnay kyoon
dil nay Aitbaar kiya
Kiya khabar thee kay tu ek dikhwa tha
Roz naye bahanay bana kar
Tunay hamaray dil ko barbaad kiya
Ab na hamay tum sey koi shikwa hai na shikayat
Hairaat hai apnay dil per
kaisay is dil nay tera Aitbaar kiya!

Buhat Khoob Farhina Aunty :k:

your welcome my little nephew :).

At your Kharcha paani … or Mine .. :wink: :hehe:

@ your parents kharcha panni :slight_smile: … why mine… beta.

[QUOTE]
*Originally posted by Farhina: *

@ your parents kharcha panni :) ... why mine... beta.
[/QUOTE]

Ok aunty jeeee .. main Apnay Kharcha paani par he WELKOm ho jata Hoon :( :p

Originally posted by Farhina:
hamako dushman kii nigaaho.n se na dekhaa kiije
pyaar hii pyaar hai.n ham ham pe bharosaa kiije

cha.nd yaado.n ke sivaa haath na kuchh aayegaa
is tarah umr-e-guzaraa kaa na piichhaa kiije

roshnii auro.n ke aa.Ngan me.n gavaaraa na sahii
kam se kam apane hii ghar me.n to ujaalaa kiije

kyaa Khabar kab vo chale aaye.nge milane ke liye
roz palako.n pe nayii shamae.n jalaayaa kiije