Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya
Janta Tha Woh Muj Ko Behlany K Har Andaaz
Jab Chaha Hansa Diya ‘Jab Chaha Rula Diya
Dil Bhi Us Ka Tha Pyar Bhi Us Ka Tha
Jab Chaha Mera Naam Likha Jab Chaha Mita Diya
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
ye pyar tha ya Load Shedding ?? ![]()
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
han ,wohi......
jalta bujhta rehta hun raat din
mujy kuch wapda sa ho gaya hy
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
wohi to… ![]()
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
han ,wohi...... jalta bujhta rehta hun raat din mujy kuch wapda sa ho gaya hy
Wapda?
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
Pani jaisa pyar… ![]()
iss mohtarma ko dengue ka khof nahin?
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
eshaq me dengue b sujhta hy ![]()
kia pata esi liay bethi ho k vo katy orr vo us k ser charh k mer jai
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
Wapda?
MUQA bataen gey
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
Water and Power Daku Association.. Bijli pe daka pani pe daka.. laodshedding ka aiyapa.. ab siyapa ka mat poochiye ga. ![]()
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
DAKU ![]()
vese log khush hein
full time ac nahi chal sakte
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
boht se ilaqon main haramkhor log 2000 rupe dekar poora mahina AC chalate the bagher meter ke.. suna hai Miyan sahib ne wo saare connection disconnect karwa diye hain
Re: Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay
wapda ka permitt b tha ham b ker sakte thy
per aik gora aaya uk se
usne amma ka dabba gool ker dia ![]()
kehta hy pese to bharo nahi to garmi kato