Kitna dekha ja sakta hai...

Maine us ko
itna dekha,
Jitna dekha
Ja sakta tha,
Lekin phir bhi
Do ankhon se,
Kitna dekha
Ja sakta tha ?

Re: Kitna dekha ja sakta hai…

Bari ankhon waly faidy main hain is mamly main zyada zyada nazar ayga.:halo:

Re: Kitna dekha ja sakta hai...

AAnkhain bari hain zyada nahn :p

Re: Kitna dekha ja sakta hai…

Ja sakta tha ? :konfused: