Kahan ho dosto… Aaj buri trah nostalgia ny aa ghaira to apna cafe yaad agya… Kinna maza aanda c aethay… Abto ghar bachay aur nokri…
Re: Kitna badal gya hy sab...
Aye ganpat jara chay la..thoda adrak thodi chini mila..sahab ko pila
Re: Kitna badal gya hy sab…
Maya [dhan daulat] ke moh-jaal meN phaNs kar, haaye!
kitnaa badal gayaa insaan!!!
ghar, baal bachche mubaarak aur Khush-aamded! ![]()
Re: Kitna badal gya hy sab...
Khair mubarak KKF aur yahaan to lgta hr trf weeraniyo ka raaj hy... Kahan gaen GS ki ronaqain... Aur oldies...
Re: Kitna badal gya hy sab...
@Anjul thanx 4 khatir daari ...
Re: Kitna badal gya hy sab...
maya7492 shukran shukran :)
Re: Kitna badal gya hy sab...
Abto ghar bachay aur nokri...100% agreed with u
Re: Kitna badal gya hy sab…
![]()
Re: Kitna badal gya hy sab...
sab kuch badal gaya hai sachi