kitna badal gaya

Aankhon ka rung baat ka lehja badal gaya,
Woh shakhs ik sham mein kitna badal gaya,

Shayed wafa k khel se ukta gaya tha woh,
Jo manzil k paas aa kar rasta badal gaya!

Re: kitna badal gaya

muhabbat agar routine bun jae to insaan ukta jata hai.. tabhi kehte hain miyan bivi main jaghRa muhabbat ki nishani hai :p

Re: kitna badal gaya

jhagra isnt mohabbat:nahi:

Re: kitna badal gaya

halki phulki nok jhonk is muhabbat

Re: kitna badal gaya

MOHABAT nahi …kuch orr routine ban jae to :barbie:

Re: kitna badal gaya

kuch aur kia? :faizy:

Re: kitna badal gaya

khansing....phir*khansing* :p

Re: kitna badal gaya

khul ke bol :emmy:

Re: kitna badal gaya

me aapko ban kerdongi:emmy:

Re: kitna badal gaya

kya aur ? :5:

Re: kitna badal gaya

es laiy kaha tha MUQA k liay jaldi jaldi larki dhunden sab

Re: kitna badal gaya

Jo wafa ko khel samajhtey hain un se aur tawaaqu bhi kya kii ja sakti hai ..