Re: KITABOON NA KYA DIA MUJ KO
dhowan bna k fiza main ura dia muj ko
main jal raha tha kisi na bhuja dia muj ko
khara hoon aaj bhi roti k char harf lia
swal ya ha kitaboon na kya dia muj ko
safaid sang ki chadar lapait kar mujh par
faseel-e-shahr pe kis nay saja dya muj ko
main ak zara bulandi ko chona nikla tha
hawa na tham ka zameen par gira dia muj ko
beautiful ghazal and Lata ji has sung it beautifully too