KitaboN ka zulm.....

Tum jo ao gi to khoya howa pao gi mujhe
Meri dunyaN me khayalo ke siwa kuch bhi nahiN
Mere kamre ko sajane ki tamanna hai tumhaiN
Mere kamre me kitaboN ke siwa kuch bhi nahiN
In kitaboN ne bara zulm kiya hai mujh pe
In me ik ramz hai,jis ramz ka mara howa zehen
mizda-e-ishrate anjaam nahi pa sakta…
Zindagi me kabhi araaam nahi pa sakta…

:flower2:

bahut khoob!

nice1:k:

thanks.....