bohat he mudat kay baad kal jab
katab-e-mazi ko mein nay khola
bohat say chehray nazar mein utray
bohat say namoo pay dil pasija
ik esa safa b is mein aya
likha howa tha jo ansoooaon say
kay jis ka anwan “hamsafar” tha
jo safa sab say he mutbar tha
kuch ayr ansoo phir is pay tapkay
phir is say agay mein parh na paya
kitabay mazi ko band kay kay
tumhari yadoon mein kho gia mein
agar to mila to kesa hota
inhi khaiyaloon mien so gia mein
-------------------------------
[thumb=H]yadey23258_5478444.JPG[/thumb]