Ehsan ji ko zaroor ye gana pasand aay ga:D
Re: Kissi or ko pasand aaiy na aaiy
Or ye kissi or ko pasand aay na aaiy mujhy buhat pasand hy:wink:
Re: Kissi or ko pasand aaiy na aaiy
**^ Thanks boota **
Kia shareef hero hy shairwani or cycle ky sath:hehe:
Ye tu Ehsan ky sath sath Ajju or X2 ko bhi shartiya pasand ay ga:D
Re: Kissi or ko pasand aaiy na aaiy
Goodnews ap kis door ka song pasand kerte hoo ![]()