Chahray pay mairay zulf ko phailao kissi din
Kiyaa Roz garajtay hoo baras jao kiss din
Razoo’n ki tarah utro mairay dil main kissi mshab
Dastak pay mairi haath ki khul jao kissi din
Pairroo’n ki tarah husn ki barish main naha loon >–>( trees )
Badal ki tarah jhoom kay ghar aao kissi din **
**
Khusboo ki tarah guzro mairay dil ki gali say
Phooloo’n ki tarah mujh pah bikhar jao kissi din
**Guzrain jo mairay ghar say tou ruk jain sitaray
Is tarah mairii raat ko chamkao kissi din
**
**Main apni har aik saans ussi raat ko daydoo’n
Sar rakh kay mairay seenay pay so jao kissi din
** ( AMJAD ISLAM AMJAD )
Book Name … Zara Phir say kahna