May khana e ishq main subha sham rehtay hain
Talk jaam yadoon kay laga taar peetay hain
Be naam zindagi kay din raat hain apnay
Ghazaal ankhon ka tasawar mila ke peetay hain
Apnay hi aap main ghum rehtay hain sham o sahar
Bhala kaisi yeh zidagi hay jo hum jeetay hain
Saqi to teray hi naam ki pilata raha shabb bhar
Gihray zakhum janay kiss juram ke hum seetay hain
Azad~ nay to phir na pyar karnay ki qasam kahi thi
Phir yeh kiss ka aakss aankhon main liay jeetay hain
Adab Arz
(Azad)