Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte
Jhoote Khwab Kisiko Dikhaya Nahi Karte
Agar Koi Aapki Zindagi Main Khaas Nahi Hai
To Usse Reh-Reh Kar Ye Ehsaas Dilaya Nahi Karte
Re: Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte
:k: baja farmaya uncle
Meri aankhon main jo ache nahin lagte aansoo ![]()
To jalaya karo na mujhko, na sataya karo ![]()
Re: Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte
:hmmm: lagta hai phir PA forums pe koi ladai hui hai :hehe:
Re: Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte
:nono: main larta naheen hoon siraf apna maafi ul zameer biyaan karta hoon :cobra: leekan kabhi kabhar dosroon ko unn key ghalti ka ehsah bhi dilwana chahiye ![]()
Re: Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte
nice
Re: Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte
**maafi ul zameer **to poetry forums main bhi kisi ko samajh nahin aaega , aur aap PA forums main bayan karte hain.
Re: Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte
acha ![]()

