Kisi sey baat karna..................

Kisi sey baat karna,bolna aacha nahin lagta
tujhay dekha hia jubsey doosra aacha niahi lagta…
Teri ankhon main jubsay main nay apna akus dekha hia…
Merey chehray ko koi aaina aacha naihi lagta
tere baray main din bher sochti rehti hoon lakin ..tere baray main kisi say poochana acha niahi lagta…
yahan ehly Mohabbat umer bher barbaad rehtay hain…
yeh dariaa hai issay kacha ghara aacha nahin lagta
Main ab chahat ki iss m anzil par aa pohanchi hoon…
Teri jaanib kisi ka dekhana aacha naihi lagta

[quote]
Originally posted by Almi:
Kisi sey baat karna,bolna aacha nahin lagta.....
tujhay dekha hia jubsey doosra aacha niahi lagta.....
Teri ankhon main jubsay main nay apna akus dekha hia....
Merey chehray ko koi aaina aacha naihi lagta
tere baray main din bher sochti rehti hoon lakin ..tere baray main kisi say poochana acha niahi lagta..........
yahan ehly Mohabbat umer bher barbaad rehtay hain...........
yeh dariaa hai issay kacha ghara aacha nahin lagta
Main ab chahat ki iss m anzil par aa pohanchi hoon.............
Teri jaanib kisi ka dekhana aacha naihi lagta

[/quote]

                                         [li] dil ishq main bay payaan ,saoda ho to aisa ho[*]dirya ho to aisa , sehraho to aisa [*]ik haal saweeda main, mai-na-aye do alam[*]phaila ho to aisa ho, simta ho to aisa ho [*]dirya bai hijaab ander , tufaan ba sahaaab ander [/li][li]maih-shamar ba hijaab ander , hoona ho to aisa ho[*]hum say nahi rishta bhi, hum say nahin milta bhi[*]hai paas woh bai-thaa bhi , dookha ho to aisa ho[*]woh kabhi aata baigaana, hum nai kabhi na pahchaana[*]haan dil dewaana , apna ho to aisa ho [*]hum ne kabhi yehi manga tha, us ne yehi bkhshah hay[*]banda ho to aisa ho, Daata ho to aisa ho......very nice almi ur poetry is very touching.                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                 [/li]

[This message has been edited by pinkpanther786 (edited July 22, 2002).]

[This message has been edited by pinkpanther786 (edited July 22, 2002).]

[This message has been edited by pinkpanther786 (edited July 23, 2002).]

[This message has been edited by pinkpanther786 (edited July 23, 2002).]

[This message has been edited by pinkpanther786 (edited July 23, 2002).]