umm bhool bhi ja :o
Her aik shab meri taza azab mein guzri
tumharay baad tumharay hi khiyal mei guzri
mein aik phool hoon wo mujh ko rakh ker bhool giya
tumam umar Usi ki kitab mein guzri !
kehtay hain na chut ti nahi hai kaafir munh ko lagi huie
marinda
November 9, 2002, 8:01am
22
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
chot lag jaa'eY tu kia hoti hia dil ki halat
aik aa'enay ko patheR pe giRa k dekho
[/QUOTE]
Loug to majboor hain pathaar marain gain zaroor
Kion na sheeshoon say kaha jaie kay tuta na karain
*
:mocking:
jano and momi
Har yaaD ko yo zakhM banatay nahi dil ka
Har teer ko pewastay rag-e-jaan nahi kartay
:nono:
Logo’N ko guma’N tak nahi hota hai januu ka
Hum dil ki tarha chak giraybaaN nahi kartay
thanks Vivacious and marinda :)
Re: Kisi say huM milay nahi kisi diL mila nahi
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Woh khuwab tha bikhar gya khyal thA mila nahi
Magar is dil ko kya huwA, kyu bujh gyA pata nahi
Har ek din udaas diN tamam shuB udasiyaN
kisi say kya bichaR gaye jasay kuch bachA nahi
Woh sath thA to manzilaiN nazr nazar chirag thieN
Qada'M qadam safar main ab koi luB dua nahi
Hum apnay is mizaj maiN kahi bhi ghaR na hosakay
Kisi say huM milay nahi kisi diL mila nahi
[/QUOTE]
wow.. beautilful and really true as hell *cryin
esp diz one shair..
Woh sath thA to manzilaiN nazr nazar chirag thieN
Qada'M qadam safar main ab koi luB dua nahi
laa'yen ne taab jiN ki samanadaR be dostoo
ankhooN se jhankteY haiN wo toofaaN kabi kabi
hum khana badooshi ka hunaR sekh gaye haiN
ab ghaR nahi tasveeR bana laiteY haiN ghaR ki
[QUOTE]
*Originally posted by superglue: *
Loug to majboor hain pathaar marain gain zaroor
Kion na sheeshoon say kaha jaie kay tuta na karain
[/QUOTE]
patheR kootnaY walooN ko ko be sheeshaY jesi saans milaY
mohsan roz dua'yeN mangheN zakhmi hatooN waleY log
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
*
hum khana badooshi ka hunaR sekh gaye haiN
ab ghaR nahi tasveeR bana laiteY haiN ghaR ki
[/QUOTE]
raste me.n mil gayaa to shariik-e-safar na jaan
jo chhaao.n maharbaa.N ho use apanaa ghar na jaan
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
*
laa'yen ne taab jiN ki samanadaR be dostoo
ankhooN se jhankteY haiN wo toofaaN kabi kabi
[/QUOTE]
use kahanaa ke palko.n par na Taa.Nke Khvaab kii jhaalar
samandar ke kinaare ghar banaa ke kuchh nahii.n milataa
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
raste me.n mil gayaa to shariik-e-safar na jaan
jo chhaao.n maharbaa.N ho use apanaa ghar na jaan
[/QUOTE]
dhaas gaye dewaaR-o-daar ko gahray sanatooN k gham
hadsaY chup chap he sab ghaR k undeR ho gaye
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
patheR kootnaY walooN ko ko be sheeshaY jesi saans milaY
mohsan roz dua'yeN mangheN zakhmi hatooN waleY log
[/QUOTE]
Rashk-e-hasad se patthar bhi na raha khaali
Jal gaya toor, jub huwin Moosa se pyaar ki baatain
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
patheR kootnaY walooN ko ko be sheeshaY jesi saans milaY
mohsan roz dua'yeN mangheN zakhmi hatooN waleY log
[/QUOTE]
Rashk-e-hasad se patthar bhi na raha khaali
Jal gaya toor, jub huien Musa se pyaar ki baatain
Aaj bichray huwe logoon ko sada day ay dil
Shaayad teri awaaz pe koi mur ke dekhay
Mujh ko shikwa tu nahee ay kaatib-e-takdeer magar
Roo paray to bhi agar mera mukaddar dekhay
[QUOTE]
*Originally posted by superglue: *
Rashk-e-hasad se patthar bhi na raha khaali
Jal gaya toor, jub huien Musa se pyaar ki baatain
[/QUOTE]
inhi pathrooN pe chal k aa sako tu aa'wo
meRay ghaR k rasteY maiN koi kahkashaN nahi
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
use kahanaa ke palko.n par na Taa.Nke Khvaab kii jhaalar
samandar ke kinaare ghar banaa ke kuchh nahii.n milataa
[/QUOTE]
hontooN k sulagteY huweY inkaar peR mut jaa
palkooN se pareY bheegteY iqraR bohat haiN
be-haRfeY talab in ko ata kaaR kabhi khud se
wo yuuN k sawali teRay khudaaR bohat haiN
[QUOTE]
*Originally posted by superglue: *
*
Rashk-e-hasad se patthar bhi na raha khaali
Jal gaya toor, jub huien Musa se pyaar ki baatain
[/QUOTE]
Shesha gar bethay rahay zikr-e-maseha lakar
Aur hum toot gaye kancH kay payalo-N ki tarha
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
*Aaj bichray huwe logoon ko sada day ay dil
Shaayad teri awaaz pe koi mur ke dekhay
[/QUOTE]
Justaju khoaye huwoa'O ki umr bhar kartay rahay
Chand kay hamra hum shub bhar safar kartay rahay