K337
1
**kisi **ne muje kaha tha ke" Jis ko aap sab say ziada yaad kartay ho wohi aap ko bhool jate hain"
i was pondering over it and its stands so true .nahi?
support ur point with an example\
i agree with **kisi **.Allah miyan cares abt so much and we always forget abt him unless we need sumthing or our life in trouble:chai:
AQ
2
Re: kisi ne kaha tha
laikin yaad tau unn ko kiyaa jaataa hai jinn ko aap bhool jaayeN :aq:
K337
3
Jo yaad kartay hain wo aisay be-parwahi nahi dikhatay
AQ
4
yaad karnaY kee zaroorat uss waqt aati hai jub aap bhool jaayeN… 
K337
5
we say k hum Allah miyan ko nahi bhooltay
magar khsuh to Allah miyan tab hi hote hain jab un ka naam liya jata tha:aq:
naam loge to pata chale ga ke yaad kiya