agar dekha hai tou mujhay 000 000 0000 par contact karain
jald sey jald.. ![]()
main nay tou har jagah dekh lia..even meri moti maths ki book kay neechay bhi..but he’s not there ![]()
so jis ko bhi milay uppar diyah huay # par contact karay.. ![]()
![]()
agar dekha hai tou mujhay 000 000 0000 par contact karain
jald sey jald.. ![]()
main nay tou har jagah dekh lia..even meri moti maths ki book kay neechay bhi..but he’s not there ![]()
so jis ko bhi milay uppar diyah huay # par contact karay.. ![]()
![]()
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
mai abhi soo koo kanoo se pakrr krr lata hoo …
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
nahi main ny nahi dekha:chai:
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
meinay dekha hai hai .. but is redidentity a guy??? i thought she’s a girl ![]()
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
^ tmhay duniya ki koi khabrr ho to hi pta ho nah … pta nhi tmhre deeday kha hotay hain…
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
meray apni jagha he per hein … tumharay phophoun ka kya haal hai ![]()
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
keri phopho … awien meray kaan nah nouch … samjhiii .. khisyani billi … hehe
kaun khisyani? tumharay houngay to nochoungi na … bus tain tain tain kiye jata hai, dimagh main kuch nahi jata!
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
Main ne zozo ko nahe dekha tou redidenty to kahan dekhoonge
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
The person (Dania) you r trying to reach don’t have any contact ![]()
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
kaun= ![]()
sarmad= kahan sey pakar kar lao gay? :aq:
good news= kahan theen? ![]()
farrah=
hadd hogayee hai …kahan dekha hai? ![]()
lifey’s best friend= ab yeh zozo kya bala hai? ![]()
lv2moon= lol..number is busy.. try again ![]()
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
![]()
kaisi ho?
Not busy… No contact Numb…![]()
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
choti princess: Walaikum salaam..main bass theek hoon..kisi manhoos nay nazar laga di hai..
phir sey awaz chali gayee ![]()
**
luv2moon**: array hai na contact number.. jo uppar dia hai ![]()
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
Jao pehlay apne TSP se correct numb le kar aoo
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
number sahi hai..tumhara phone kharab hoga :halo:
Re: kisi nay redidentity ko dekha hai?
Phone sahi hay. Zara ghour se dekho aisa lagta hay number nahi. Eggs sales kar rahi ho… ![]()
woh numbers egg sey hi niklay hain ![]()