kisi ki yaad ny..

Kisi ki yaad ne zakhmo se bher diya hai seena

Her saans per shaq hai k aakhri ne ho ‘Mohsin’

Re: kisi ki yaad ny..

kia baat hai :k:

aj to bare log tashreef lae hain

Re: kisi ki yaad ny..

acha jee.. ap ko yaad hai k hum bhi hain yahan :hoonh:

Re: kisi ki yaad ny..

Allah khair karay.

Re: kisi ki yaad ny..

:@:

Re: kisi ki yaad ny..

hamen yaad hai sab zara zara, tumhe yaad ho ke na yaad ho

Re: kisi ki yaad ny..

humain yaad hai.. jaisy ho kal ki baat :@: