~YAAD~
Youn to jatain hain sari omer hi tery bin rehna hay
Lakin najany ya kooch paal bitany itny mushkil kion hain
Khood ko samja to rahin ahin ajj sar-e-sahm say hi magar
samjana or samjana bhi to itna asan kaam nahin hota
Apni soch pay shaid thoRa sa ikhityar to hay mujjay
lakin acha lagta hay tumahin yaad karna
Kehny ko to do din ki judai hay mery dost magar
Do din bhi do sadian dekahin to main kia karoon
Jivan ki rahian kitni mushkil hain ya to pata hay
Tujj bin kesy safar karain gay baas yahin nahin jantay
Yaadoon kay gehry samnadhar main hoon gi main
Jaab lout kay ao to boobny say bacha lena!
By Subha