Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisi ki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya
Yeh beqarari aisi khumari
Pehle kabhi to mujhpe na hui
Kabhi dil pe yoon bekhudi to nahin thi
Kisi se mujhe aashiqui to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya
Mujhe pehle itni khushi to nahin thi
Yoon mehki hui zindagi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya
Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisi ki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya
Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisi ki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya
Yeh beqarari aisi khumari
Pehle kabhi to mujhpe na hui
Kabhi dil pe yoon bekhudi to nahin thi
Kisi se mujhe aashiqui to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya
Mujhe pehle itni khushi to nahin thi
Yoon mehki hui zindagi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya
Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisi ki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya