Kisi ki khoj mein phir kho gaya kaon
gali mein rotai rotai sao gaya kaon
bari mudat sai tanha thai merai dukh
khudaya, merai ansoo roo gaya kaon
jala ai thi mein to sateein tak
laho sai mera daman dhoo gaya kaon
jidhar daikhon khari hai fasal-e-gariha
merai shahron mein ansoo boh gaya kaon
abhi tak bahyon mein dushmani thi
yeh maan kai khoon ka payasa ho gaya kaon
BY: Parveen Shahkir