Koyal
1
*
kisi ki aa’s bun kar phir usay tanha nahi karna
bhalay kuch be parey karna magar aisa nahi karna
ya na ho us ki yaadaiN rooh ka sartaaN bun jaa’eyN
kabhi haad se zay’aada tum usay soocha nahi karna
mohabat maiN shikaa’yeat ka kahaN dastoor hota hia
gila kar k mohabat ko kabhi ruswa nahi karna
wafaa’yeN dar haqeeqat be-pana anmol hoti haiN
kabhi apni wafa’ooN ka sila maanga nahi karna
kahiN aisa na wo apni manzil ka nishaaN khoo day
kisi ka saath rastey maiN kabhi chora nahi karna*
AQ
2
Re: kisi ki aa's bun kar phir usay tanha nahi karna
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
kisi ki aa's bun kar phir usay tanha nahi karna
bhalay kuch be parey karna magar aisa nahi karna
kahiN aisa na wo apni manzil ka nishaaN khoo day
kisi ka saath rastey maiN kabhi chora nahi karna*
[/QUOTE]
:(
WiseGuy
3
Re: kisi ki aa’s bun kar phir usay tanha nahi karna
BOhat khOOb Koyal :k:
Re: kisi ki aa’s bun kar phir usay tanha nahi karna
bohat khoob :k:
Re: kisi ki aa’s bun kar phir usay tanha nahi karna
:k:
Daagh
7
Re: kisi ki aa’s bun kar phir usay tanha nahi karna
bahot achche koyal jee very nice 
kaaash 
very touchy .. bohat khoob