Meri sari ghazaleen teray liey hain
Per aj yeh hadsa howa hai kisi aur kay sath
Anjan tha woh is dili-e-naazuk ki halat say
Waqt guzaraha tha kisi aur kay sath
bolaya tha humein mager chala gaya kahin aur
dekho kia dhoka hogaya hai ouskay sath
Chehray per to muskoraahat thi,mager dil mien ik kaasak thi
janay kaisay raat kaati hogi usnay sitaroon kay saat