Kisi kay hoonay say

Chand lamhay kisi kay hoonay say
Besh keemat howaya thay soonay say

Umer bhir kisi ko na pana
Lakh behtar hai pa kar khonay say

Re: Kisi kay hoonay say

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
Chand lamhay kisi kay hoonay say
Besh keemat howaya thay *
soonay** say

Umer bhir kisi ko na pana
Lakh behtar hai pa kar khonay say
[/QUOTE]

Dilsay jee! humain nadamat hay kam fehmi ki, aap ki ijazat say Arz karna chahain gay..ghar aap takleef gawara karain wazahat ki;

Besh keemat howaya thay ** soonay** say

Wazahat talub howa aap ka ** soona *..
*
soona ** = Zar (Gold) ya phir
kisi ki honay say or natija'tan ** soonay ** say chand lamhay besh keemat howay? (Laholla ...... )

Adab Arz

Kabhi kabhi wazahatain achai nahi hooteen.....

:k:

whatever

wah ji wah kia kehnay:k:

:k::k:nice