Re: KISI KA KYA BIGGAR JATA?..........
Kisi ka kya bigggar jata?
Agar hum aik ho jatay.......
Na phirta mein yak-o-tanhaa
Na tum gum sum raha kartein
Na jewaan mein kamee rahtee
Na ankhoon mein namee rahtee
Na mausam roothtay hum say
Na roz-o-shab garaa'n hotay
Guzartay pal yun hairat say humain dekha nahin kartay
very touchy