Kisi ka kya biggar jata agar hum aik ho jatay… Hamesha ki tarhan suraj taluu mashriq say he hota Hamesha ki tarhan ratoon mein taaray jagmagaty or Baharon mein gul-o-bulbul mahaktay or chah’chatay han
Kisi ka kya bigggar jata? Agar hum aik ho jatay… Na phirta mein yak-o-tanhaa Na tum gum sum raha kartein Na jewaan mein kamee rahtee Na ankhoon mein namee rahtee Na mausam roothtay hum say Na roz-o-shab garaa’n hotay Guzartay pal yun hairat say humain dekha nahin kartay
Agar hum aik ho jatay… Tu rohoon mein busee hai jo azaal ki pyaas na rahtee Khalish se zindagi mein phir Pasay ehsaas na rahtee Koi hasraat nahin rahtee Koi bhi aass na rahtee kisi ka kya biggar jata? Agar hum aik ho jatay…
Kisi ka kya bigggar jata?
Agar hum aik ho jatay....... Na phirta mein yak-o-tanhaa Na tum gum sum raha kartein Na jewaan mein kamee rahtee Na ankhoon mein namee rahtee Na mausam roothtay hum say Na roz-o-shab garaa'n hotay Guzartay pal yun hairat say humain dekha nahin kartay