kisi ka dard rehta hey

**Mera afsurda chehra iss lia b zard rehta hey,
Mujey apney ilawa b kisi ka dard rehta hey..

:flower2:**

Re: kisi ka dard rehta hey

Aap phal aur doodh ka istemal karen. Calcium aur Iron ki kami main aisa hota hai :)

Re: kisi ka dard rehta hey

oh Khudaayaa! 'ishq meN jo Haal huaa us meN bhii facials kaa Gham? aur bhii Gham haiN zamaane meN facials ke sivaa! hahaha…j/k

uRne se peshtar hii meraa rang zard thaa! :cb: