kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

***hamian jan al'wida kahNay lago*** ***muskura daiNa*** ***sitara saath kar daiNa*** ***k rastey maiN andheray bhi tu aa'eiN gaiN*** ***kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa*** ***hamaiN zaad-e-safar ko*** ***tumharri yaad ki soghaat kafi hai*** ***kahiN thaharay jo rastey maiN*** ***sunehari yaad ki surat*** ***tumhaiN hamrah paa'eiN gaiN*** ***tu hum tanha kahaN hooN gaiN*** ***magar phir bhi*** ***hamian jan al'wida kahNay lago*** ***sitara saath kar daiNa*** ***kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa***

Re: kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

Beautiful

wah bohat khoob :k:

Re: kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

Beautiful

Re: kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

Kya khoob andaz bayan kiya hain bicharne ka.
nice one !!!

Re: kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

wah....very nice

Re: kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

nice g!

very nice koyal ji :)

thanks uluji :)

thanks Angel :)

thanks Shabo :slight_smile:

Re: kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

Very nice Koyal jee..

Re: kisi harf-e-dua ka istaa'ra saath kar daiNa

aap hamaisha aisi poetry kion post karty ho... jo dil ko bhaa jati hai.