Kisi Dost ka Janay Par

Wo ak dost
Jo abhi abhi dosti kar he piya tha
Achanak janay ka fasla kar kay
Udasi bekhar kar
Yadain day kar
Ansoon Lay kar
Jaa raha hai
Main hoon ka us ko rook behi nahi sakta
Wo hai ka rukna behi nahi chahta
Anay waloon ko jaab hum
Khush amdeed kahtay hain
Tu kiya janay waloon ko rook nahi saktay…

:teary3:

Bhala kon rokh saka hay
Bhala kon rokh paya hay

anay walon ko glay laga kar
kab hum nay soug manay hay :(

kia khabar rukh lain qadam apnay
her qadam par dil apna bichaya hay

dil hain yahan un main bhi kuch jalnay walay
kiyon hum nay eik dil hassas gaNwaya hay

mohabat ki pakizgi hay, moqadass hain woh dil
qatra qatra khoon jala kar mehboob se dil sajaya hay

rab ki nighah e khass hay uss dil par
** Azad~ ** woh dil jo hum nay aaj rolaya hay

Adab Arz

I thought i will never write poetry again ... U know you made me do it ..... Please don't go ........ :(


Allah rahum kar UjaR halon par

:(
ager jazbay sachay hon tu janay walay akser loot atay hain
un ko zaror ihhsaas hota ha

[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *
:(
ager jazbay sachay hon tu janay walay akser loot atay hain
un ko zaror ihhsaas hota ha
[/QUOTE]

Humain yaqeen hay aisa hi hoga (inshallah) Humain kabhi apnay jazbon ki sachaii par beyaqeeni ka shikar nahi howay... apnay gunahon ko dikah kar hum sharminda zaroor hain na umeed nahi

Re: Kisi Dost ka Janay Par

bhut achay:k:

dilsay bohut khoob:k::k:

*to ja raha tha loot ke mehmaan ki tarah
bikhra howa tha dil tere samaan ki tarah
*