Re: kisey log ![]()
kyon bhi .. kyon nahi lagta main
kishi say bhi pooch lain app
main cute hon.. ab app ko nahin lagta .. wo alag baat hai.. bachay hotay he cute hain.. sumjha karain ![]()
app ko masoom walay glasses ke zarrorat hai.. takay app ko masoom log nazar aa sakain ![]()