kisey log :mad2:

Re: kisey log :mad2:

BS baji lagtha masoom shrif lag nhai houn bulkey masoom houn bhi :snooty:

DF yes badla :slight_smile:

IS bahi :hug:

Re: kisey log :mad2:

nahilugtay= nahi lugtay*

Re: kisey log :mad2:

kyon bhi.. mere shayal par cartoons banain hain :hoonh: inta cute sa bacha to hon main :blush:

Re: kisey log :mad2:

ye to puchna paray ga logon say :-|

ek to tum bachay nahi lugaty or cute to bilkul nahi lugtay :hoonh:

or masoom :smash: wo to kahein say nahi lugtay

Re: kisey log :mad2:

kyon bhi .. kyon nahi lagta main :teary2: kishi say bhi pooch lain app :crying: main cute hon.. ab app ko nahin lagta .. wo alag baat hai.. bachay hotay he cute hain.. sumjha karain :mudhosh:

app ko masoom walay glasses ke zarrorat hai.. takay app ko masoom log nazar aa sakain :smiley:

Re: kisey log :mad2:

ab wo bachay baray hoker masoom nahi rehtay to kya karein :bummer:
or 6ft k bachay to kahein say bhi masoom or cute nahi lugtay :smack:

PS wesay tum shakal say kafee decent lugtay ho :slight_smile:
jo k tum ho nahi

Re: kisey log :mad2:

main shakal say bhi decent hon .. or waisay bhi decent hon :smooth: or avatar say bhi decent hon.. sub say decent to main hon.. :hula:

Re: kisey log :mad2:

acha decent bahi :smack2:
wesay honay or lugnay main bohot faraq hai :hoonh: lekin hum manlaytay hain k tum bohot decent ho :yawn:

Re: kisey log :mad2:

:eek:

Re: kisey log :mad2:

:konfused: