kis qadar pur sakoon

kis qadar pur sakoon
zabt ki jheel hai
jiss mein khiltay nahin
dard kay daairay…
aur meray haath mein
teri yaadoun kay kankur bhi baaqi nahin…

Re: kis qadar pur sakoon

:confused:

Re: kis qadar pur sakoon

aur meray haath mein
teri yaadoun kay kankur bhi baaqi nahin…

:flower2: :flower1: