Koyal
1
*
funkar hai to hath pe suraj saja k la
bujhta howa diya na muqabil hawa k la
darya ka intaqam dabo na de ghar taira
sahil se rouz rouz na kankar utha ke la
samaan wafa k bandh magar soch soch kar
is ibtada main yuuN na sakht intaha k la
thori si aur mouj maiN aa aa’ey hawa-e-gul
thori si us k jism ki khoushbu chura k la
mohsin ab uska naam hai sab ki zubaN par
kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la *
:k:
Bohat khoob… Bohat achi hai Koyal 
Daagh
4
Re: kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
funkar hai to hath pe suraj saja k la
bujhta howa diya na muqabil hawa k la
darya ka intaqam dabo na de ghar taira
sahil se rouz rouz na kankar utha ke la
samaan wafa k bandh magar soch soch kar
is ibtada main yuuN na sakht intaha k la
thori si aur mouj maiN aa aa'ey hawa-e-gul
thori si us k jism ki khoushbu chura k la
mohsin ab uska naam hai sab ki zubaN par
kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la *
[/QUOTE]
bahot khoob koyal jee :)
thanks :D
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
koi shaak hia kia abhi ;)
[/QUOTE]
no nahee hai shak bilkul bhi.
Re: kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la
bohat khoob :k:
system
7
*mohsin ab uska naam hai sab ki zubaN par
kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la *
very nice :k:

Amal
8
Re: kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la
Bohat khoobsoorat ghazal hey Koyal:k:…thanx for sharing with us:)
SuraJ
11
thori si aur mouj maiN aa aa’ey hawa-e-gul
thori si us k jism ki khoushbu chura k la
Touching…
mohsin ab uska naam hai sab ki zubaN par
kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la
.
Bahut Umda

Koyal
15
thanks WG...VV...cutee...suraj...khamoshnigahiN...& capri..:)
Koyal
16
adamkhor ULU kis ko dekh k ankhon main khooN…wesay aj kal ankhon ki infection achi nahi dawa daliey ankhoN maiN 
Koyal
17
Re: Re: kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la
thanks for reading.
Koyal
18
Re: Re: kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
bahot khoob koyal jee :)
thanks :D
[/QUOTE]
shukria sallu g..:)
Koyal
19
Re: Re: kis ne kaha usko ghazal maiN saja k la
thanks chand g ..
Koyal
20
DO I KNOW U?
wesay ye poetry forum hain..ankhon ki kharabi ki recipe nahi likhi jati kahin aur ja k contect kijiey..