bass aur kuch nahi kehna…
Download MP3,
http://www.4shared.com/file/12223916/d0db61bc/KIS_MAUSAM_MAIN.html
The lyrics ![]()
kis mousam main
ya rub tuney ye dil tora
kis mousam main
mut poocho kya sooch raha hon
khud main khud ko dhond raha hon
chehra roshun dil hai bujha sa
lagta hoon main khud se juda sa
charon taraf hai jin main andhera
un rahoon se rishta jora
kis mousam main
ya rub tuney ye dil tora
kis mousam main
funkaron ki kismat kya hai
gham ke elawa doulat kya hai
dil main hai phoolon ki hasrat
kandhon par hai gham ka parbut
jin main khizaan aur sookhey patey
un rahon par laa kar chohra
kis mousam main
ya rub tuney ye dil tora
kis mousam main