Wo khawaab sa zamana
wo roop ka khazana
sab kuch luta chukay hum
ye jism_o_jaan jaana
kis moar par milay ho???
lamhi milan ka haasil
ye be_amaa’n judaai
wo shub jo saath guzri
phir kab palat ke ayi
kis moar par milay ho???
kiya naam hai tumhaara
kis naam se pukaroo’n
kis tarah tujh ko jeetoo’n
kis dil se tujh ko haaroo’n
kis moar par milay ho???
darwaaza kaisay kholoo’n
dastak naa do khuda’ra
ye kufl - qaid_e hasti
kismat pe kis ko yaara
kis moar par milay ho???
ab dil ki waadiyoan ke
jugnoo bhi so chukay hain
khawaboan ke sab jazeeray
weraan ho chukay hain
kis moar par milay ho???
mur kar bhi aana chahoo’n
mur kar bhi aa na paoo’n
daman bachana chahoo’n
daman chura na paoo’n
kis moar par milay ho???
KIS MOAR PAR MILAY HO???
Wonderful :k::k::k:
Yeh dil yeh asaib ki ngari maskan sochoon wehmon ka
Soch raha hoon is nagri mein tu kab mehmaan huwa
Mere haal pe hairat kaise dard ke tanha mausam mein
Pathar bhi ro paray hain, insaan tu phir insaan huwa
Wah :k:
thanks for sharing
gr8 maheen
bohat kuuhb sundar kaha really nice
waisay aik baat hay ... yeh log morr par hi ja kar kyon mailtay hain?
Beautiful............
beautiful, Maheen :k::k:
welcome Back Maria aka Maheeeeen ![]()
thanx 4 sharin …
Re: Kis Moar Par Milay Ho???
Nice one! :k: :k:
Thanks for sharing.
eik baar phir bohot achey ![]()
excellent:k::k:
Re: Kis Moar Par Milay Ho???
[QUOTE]
*Originally posted by Maheen2002: *
Wo khawaab sa zamana
wo roop ka khazana
sab kuch luta chukay hum
ye jism_o_jaan jaana
kis moar par milay ho???
lamhi milan ka haasil
ye be_amaa'n judaai
wo shub jo saath guzri
phir kab palat ke ayi
kis moar par milay ho???
kiya naam hai tumhaara
kis naam se pukaroo'n
kis tarah tujh ko jeetoo'n
kis dil se tujh ko haaroo'n
kis moar par milay ho???
darwaaza kaisay kholoo'n
dastak naa do khuda'ra
ye kufl - qaid_e hasti
kismat pe kis ko yaara
kis moar par milay ho???
ab dil ki waadiyoan ke
jugnoo bhi so chukay hain
khawaboan ke sab jazeeray
weraan ho chukay hain
kis moar par milay ho???
mur kar bhi aana chahoo'n
mur kar bhi aa na paoo'n
daman bachana chahoo'n
daman chura na paoo'n
kis moar par milay ho???
KIS MOAR PAR MILAY HO???
[/QUOTE]
bohat khoobsurat thanks 4 sharin..:)
bhut khoobbb :k:
thxs 4 sharing ![]()
Thanx ![]()
kidher thay??? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
waisay aik baat hay ... yeh log morr par hi ja kar kyon mailtay hain?
[/QUOTE]
aap kaho tu raastay par hi mil jayeingay...waisay logoa'n say poochnaa paray gaa
:p
Yeh dil yeh asaib ki ngari maskan sochoon wehmon ka
Soch raha hoon is nagri mein tu kab mehmaan huwa
Mere haal pe hairat kaise dard ke tanha mausam mein
Pathar bhi ro paray hain, insaan tu phir insaan huwa
[/QUOTE]
Thanx.....
zabat ka ahed bhi hai,shoq ka pemaa'n bhi hai
ahed_o pemaa'n say guzar janay ko jee chahta hai
dard itna hai ke har rag mai hai mehshar barpa
aur sakoo'n aisa keh mar janay ko jee chahta hai...
very nice :k:
[QUOTE]
*Originally posted by Maheen2002: *
aap kaho tu raastay par hi mil jayeingay...waisay logoa'n say poochnaa paray gaa
:p
[/QUOTE]
humain kisi say jab milna hi nahi to kia raasta kia morr ...
Isi jahan main .. thudey kha raha tha ![]()
very nice !!