FurQatOn Key Samandar Mein jAlta Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Rha
Shab Kii tAnhAii Mein Dil SulaGta Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Raha
Sard RaatOn Mein Campus Ki tAnhAiyan Aur Lab e jOo Wo YadOn Ki ShehNaiyan
Jaan e Hijraan Mein rOta Trapta Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Raha
Wo Smaan Aankh Mein Ab Bhi MehfOoz hAi Ik Jhaan Aankh Mein Ab Bhi MehfOoz hAi
Vasl Kii Shab Mera Dil Dharakta Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Raha
Chan Ki Chandnii Dil Ko Bhatii Na Thii Or Kisi tOrr Bhi Subah Aatii Na Thii
Karwatien Raat Bhar Mein Badalta Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Raha
Janey Kya tOo Ney Jana Meray Pyar Ko Janay Kya tOo Ney Samjha Meray Pyar Ko
Main tUjhay Apna Sab Kuch Smajhta Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Raha
Meri AankhOn Sey AansOo Brastay Rhay Meri PalkOn Pey Taaray Chamaktay Rhay
Par Main Hansta Rha mUskurata Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Raha
Kis Liye tUm mOhabbat kO thUkra Gaye Hij***r Kii Aag Mein mUjh Ko jhUlsa Gaye ***
Eik Isii Baat Par Mein Ulajhta Rha Aur Hawa Mein Tera Naam Likhta Raha