kis ko qaatil main kahoon kis ko masehaa samajhoun
sab yahaan dost he baithai hain kisai kyaa samajhoun
vo bhe kyaa din thai kai har vaham yaqeen hotaa thaa
ab haqeqat nazar aaye to usai kyaa samajhoun
dil jo tootaa to kaee haath duaa ko uthai
aisai maahoul main ab kis ko paraayaa samajhoun
zulm yai hai kai hai yaqtaa teree begaanaaravee
lutff yai hai kai main ab tak tujhai apanaa samajhoun
dil jo tootaa to kaee haath duaa ko uthai
aisai maahoul main ab kis ko paraayaa samajhoun
zulm yai hai kai hai yaqtaa teree begaanaaravee
lutff yai hai kai main ab tak tujhai apanaa samajhoun
bahot achhe sher haiN..** Kamran Sahab **.
Thanks for sharing..............
Re: kis ko qaatil main kahoon kis ko masehaa samajhoun …
**dil jo tootaa to kaee haath duaa ko uthai
aisai maahoul main ab kis ko paraayaa samajhoun
zulm yai hai kai hai yaqtaa teree begaanaaravee
lutff yai hai kai main ab tak tujhai apanaa samajhoun **
:k:
Arsr
8
That was a nice on Mr khan
Koyal
9
dil jo tootaa to kaee haath duaa ko uthai
aisai maahoul main ab kis ko paraayaa samajhoun
plzz koyal ko paraya na samjna cuz prindi u know qatil nahi kar sakti 
ps:k:
K_Khan
10
Re: Re: kis ko qaatil main kahoon kis ko masehaa samajhoun …
ThnakX … 
K_Khan
11
Thanks 
han khas tur pur ye parndii tu harGiz naheen .. 
Thanks every one for appreciating 