Kis Ko Ilzaam Dain..

Aik Nazm,

Kis Ko Ilzaam Dain
Apni Ruswaai Ka
Kis Se Jaa Kar Kahain
Karb Tanhaai Ka
Pyaar K Khel Main
Wasl Ki Subah Se
Hijar Ki Shaam Tak
Jo Tamaasha Howa
Us Men Shaamil Thay Hum
Aap Maqtool Thay
Aap Qaatil Thay Hum

Umeed Hai Pasand Aye Gi..

Regards,

Re: Kis Ko Ilzaam Dain..

nice sharing red identity :)

Re: Kis Ko Ilzaam Dain..

Thank You bheegiyaad.. :)