kis kis ko batyen gay judai ka sabab hum,

ranjish he sehee dil hi dukhanay k liyay aa,
aa phir sy mujhay choor jaanay k liyay aa,

kuch to meray pand-e-ray mohabat ka bharam rakh,
tu b to kabhi mujh ko manany k liyay aa,

pehly sy maraasam na sehee phir b kabhi to,
rasmo waar-e-duniya he nibanay k liyay aa,

kis kis ko batyen gay judai ka sabab hum,
tu mujh sy khaffa hai tu zamany k liyay aa,

ab tak dil-e-khush faham tujh sy hain umadain,
yea akhri shammay b bujhanay k liyay aa…

Re: kis kis ko batyen gay judai ka sabab hum,

sochtaa huN k is Gahzal ko gaa kar GS par upload karuuN:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
sab gappies N gappans ko BORE karne ke liye! :D

Re: kis kis ko batyen gay judai ka sabab hum,

I loveeeeeeeeeeeeee this ghazal....

Re: kis kis ko batyen gay judai ka sabab hum,

bulb na sahi shama jalane ke liye aa :sunnyboy:

Re: kis kis ko batyen gay judai ka sabab hum,

gudgudaane ke liye na sahii, haNsaane ke liye aa! :)

kiuN k:**

muskuraane se kuchh nahiiN hotaa
gudgudaao, to koii baat bane!**

Re: kis kis ko batyen gay judai ka sabab hum,

jaldi :dania