https://fbcdn-sphotos-h-a.akamaihd.net/hphotos-ak-frc1/t1/1924859_554767427954954_894637999_n.jpg
Re: kis kay pass
Bohat Khoob…:k:
Re: kis kay pass
haan ji sab ne tu karaye par diyay howe hain
Re: kis kay pass
Aray wah mahool bhai ![]()
Dil walon ke pass hai...stethoscope laayen aur check ker len beshak.
Re: kis kay pass
yeh wli baat larkion ko check karny kay liye bhi laago hogi… :sid:
Re: kis kay pass
qasai ke paas.. dil gurda, phepRe sab
Re: kis kay pass
insaano ki baat ho rahi thi. hewaano ki nahin ![]()
Re: kis kay pass
insano ke dil ki talash main to chuRailen hoti hain
Re: kis kay pass
app mahool ko churail keh rahe hain? bohut buri baat hai. chuRailen bura maan jaayen gi. ![]()
Re: kis kay pass
qasae bhi to insan hota hai
Re: kis kay pass
I wonder if qasaayi ki biwi us se dar ke rehti hai ke kahin kisi din ghusse main uska bhi kaam na tamaam kar de. ![]()
Re: kis kay pass
dil to hai magar kisii aur ke paas! :)