goonghay labooN pe haRf-a-tamana kia mujhay
kis koaR chashm shab maiN sitaRa keeya mujhay
zakham-e-hunaR ko samjay huwey haiN gul hunaR
kis shahar-e-na’sipaas maiN paida kia mujhay
jab haRaf-e-nashanas yahN lufz fahim haiN
keoN zoaq-e-sheR day k tamasha kee’ya mujhay
khusboo hai chandni hai lab-e-joo hai auR maiN
kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
de tashnaghi khuda ne tu chashmay b day dee’ay
seenay maiN dasht aa’nkhooN maiN darya kee’ya mujhay
maiN yuuN tu sambhal gaa’ey k teRi be-wafa’ee ne
be- aytbaariopN se shanasa kee’ya mujhay
wo apni aik zaat maiN kul kaa’yanaat tha
***dunia k haR faRaib se milwa dee’ya mujhay ***
Amal
August 13, 2006, 11:21pm
2
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
Bismillah, aap post karney lagi theiN to pehley sey bata deteiN na, koi press conference bulwa letey. Jaaney phir kab ye shub gharri aey
Ghazal bohat achi hey by the way, aur wo to hoti hi hey aap jab bhi post karti heiN, lekin sawaal ye hey ke kab karti heiN…
By the way, isi maheeney aek aadh baar to aur aaeiN gi na aap GS par?
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
Amal:

:halo: g zara peechlay week ki post kholain tu ap ko andaza ho na k kitni huwei hia..kabhi ghor kia ap ne:snooty:
Amal
August 13, 2006, 11:29pm
4
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
Aap nazar aaeiN to ghor kareiN na :(
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
Very nice tahnks for sharing:-)
Nikami ji sirf apna thread kholay ati majaal hay jo kisi aur kay thread mein bhi jhaank lein:halo:
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
Nice Choice MOD Ji!
Oye loogoon mut satavooo **NJ **ko , wo phir ghaib hi na ho jaain :) Dont worry MOD , i am on ur side! :p
Amal , ursa hi hova ayk word sunay hovay " tootay tootay" ;)
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
very nice....thnx for sharing!
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
Aymal dekha ap k dekha dekhi sab shoro…agay he Nikami tootey tootey ap ki waja se aur
Gul-Tea sahiba zara ap b idher udher jhaank k dekha karain na k nikami kahan kahan ja k ati :halo:
and shukria 4 ur comments:bummer:
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
Nice Choice MOD Ji!
Oye loogoon mut satavooo **NJ **ko , wo phir ghaib hi na ho jaain Dont worry MOD , i am on ur side!
Amal , ursa hi hova ayk word sunay hovay " tootay tootay"
Gg ap tu sab agay agay bait bazi main b aur yahan b ap se he batin kar rehi thei jab wo sher post kia aur attention pay na ki
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
Wah :)
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
bohat bohat khoob kaha jano gi
PS
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
zakham-e-hunaR ko samjay huwey haiN gul hunaR
******kis shahar-e-na’sipaas maiN paida kia mujhay :k: ***
******wo apni aik zaat maiN kul kaa’yanaat tha:lajawab: ***
***dunia k haR faRaib se milwa dee’ya mujhay ***
Intihai khubsurat Intikhab Nimaki Jano Sahiba,Akhri shyr ky hwaly sy Parveen Shakir ka aik or shyr darichy Dil pr dastak dy rha hy,
Ankhon ny bhi ye jan liya hy ky koi shakhas
Ik khwab tha ky arsay jaan sy nikal chuka
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
Nice ..........
Amal
August 15, 2006, 10:39am
14
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
Amjad Bhai kya yaad dilaa dia aap ney … time, time ki baat hey … Ba’qaol shaeir: "Hum sey badal gaya wo nigaaheiN to kya huwa … "
Arey sab aap ko miss kartey heiN na is leeye, warna kon kis ki khabar rakhta hey aaj ke zamaaney meiN
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
My English isn't very good .^_^ So I wish I can much from here...
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
good one
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
Really kis ne aisa zulam kia ap peR… dekha me pahlay he kahti thei Aymal aj kal kho’ey kho’ey se haiN …koi tu gal koi tu chakaR hona…finally ap ne khud admit kar he lee’ya :p…Rub ap ki nagahaiN phir se mila day
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
wah wah wah! zabardast :k:
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee'ya mujhay
wow....zeberdestt:::
thx 4 sharing
Re: kis be-panah raat maiN tanha kee’ya mujhay
mein awein taank jhank nahi karti phirti:p you mean mein apkay peechey detectiv ki tarahn lag jaaoun wuh bhi muft mein aik tou pehle hi aap nay saday naam da satyanas kar dita fer pata nai ki haal hona:halo:
Well we like you thats why we missing you, we want you all the time in our nigahon mein, kuch zeyda ho geya