Kirnoo say kisi kay lehjay maiN tanveeR thi meri apni hi

*

Jub ankhaiN bujh kaR rakh huwi
Jub dil ka jawalA sarD huwa
Jub sham-o-shehr kay sehra maiN
Khuwa’boN kay sit’aray raiT huway
Jub umr-e-rawan kay medaa’n maiN
Sub zinda jazbay khait huway
Us waqt mujhay maHsoos huwa
Jub ishq maiN sari umr kati shaied woh nazaR ka dhoka tha
Kirnoo say kisi kay lehjay maiN tanveeR thi meri apni hi
Shab taaB badaN kay jadoo maiN khud meray lahoo ka nasha tha

Kal raat magaR jub khirki par
Mehtaab nay akar dastak di
Khushboo ki tarha lehranay lagi
Har simt koi sargoshi si
Jub ankhain bujhnay lagti haiN, jub dil ka jawala sarD paray
Us waqt kisi ko kya malooM, kon apna kon paraya tha
Lehjay maiN nasha tha kis kay sabaB aur kis nay kisay meHkaya tha

** Amjad Islam Amjad **

wah nice choice :k:

zabardast!!
thanx for sharing!

Re: Kirnoo say kisi kay lehjay maiN tanveeR thi meri apni hi

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *


Jub ankhaiN bujh kaR rakh huwi
Jub dil ka jawalA sarD huwa
Jub sham-o-shehr kay sehra maiN
Khuwa'boN kay sit'aray raiT huway
Jub umr-e-rawan kay medaa'n maiN
Sub zinda jazbay khait huway
Us waqt mujhay maHsoos huwa
Jub ishq maiN sari umr kati shaied woh nazaR ka dhoka tha
Kirnoo say kisi kay lehjay maiN tanveeR thi meri apni hi
Shab taaB badaN kay jadoo maiN khud meray lahoo ka nasha tha

Kal raat magaR jub khirki par
Mehtaab nay akar dastak di
Khushboo ki tarha lehranay lagi
Har simt koi sargoshi si
Jub ankhain bujhnay lagti haiN, jub dil ka jawala sarD paray
Us waqt kisi ko kya malooM, kon apna kon paraya tha
Lehjay maiN nasha tha kis kay sabaB aur kis nay kisay meHkaya tha

** Amjad Islam Amjad ** *
[/QUOTE]

Bohay khoob Chando jee :)
Laajawaab intekhab hai...

its very nice !

Wah

nice

thanko every1 :)

Wah ji wah

Beautiful choice as usual :k:

Re: Kirnoo say kisi kay lehjay maiN tanveeR thi meri apni hi

That’s beautiful:k:…

Re: Kirnoo say kisi kay lehjay maiN tanveeR thi meri apni hi

:k: thanks 4 sahrin chando g..:slight_smile:

changi gal ay..

wah!!!
lovely chanda jee:k::k:
thanks:~)

CC nice selection

simply beautiful ..** Chand jii **.
You choice is great......
Thanks for sharing....

:konfused:

poem pasand karnay kalliye ap sub ka bohat shukriya :flower1:

:D wah wah ;)

chando hamesha ki tarah lajwab choice ha ;)

nikko and glue ap dono ki ankh ko kya huwa hai ??