Re: kirdaar
kiuN k kirdaar kii maut ko maut nahiiN samjhaa jaataa bal k usko samaji irtiqaa [societal progression] kaa naam de diyaa jaataa hai. kirdaar jab martaa hai to sabhii Haraam maut marte haiN, is meN koii 'shaheed' nahiiN hotaa.

Kirdar k maut ka aur koe naam hota hoga
Re: kirdaar
Kirdar k maut ka aur koe naam hota hoga
kya?
Re: kirdaar
marne per maatam zaroori hai?
Re: kirdaar
Itni care he kaun kerta hai ...
Btw , behtareen shair.
Re: kirdaar
marne per maatam zaroori hai?
to kya marnay bhi khushian manae jaein
Re: kirdaar
to kya marnay bhi khushian manae jaein
maatam manane se kia hota hai.. jo chala gaya so gaya
Re: kirdaar
maatam manane se kia hota hai.. jo chala gaya so gaya
itna pathar dil kon ho ga k kisi k janay se woh afsurda na ho
Re: kirdaar
itna pathar dil kon ho ga k kisi k janay se woh afsurda na ho
kuch log zamane main itna kho dete hain ke khone ka ihsaas baqi nahin rehta
Re: kirdaar
aisay log kitnay % hain