kina aasan tha

Re: kina aasan tha

Dheet jaan :hehe:

waise log juda ho ke ek pal na jeene ke wade kar ke, barson kaise jee lete hain?

Re: kina aasan tha

hijr mai jo mur jaaye wo hara hua insan hai :hoonh:
aur bhi ghum hain zamanay mai aik tere siwa is teh right attitude :stuck_out_tongue:

Re: kina aasan tha

Hijr main marne wala halaak nahin hota.. wo shaheed hota hai

Re: kina aasan tha

:smack: kubse

Re: kina aasan tha

jab se PPP ki Shahadat offer aai hai

Re: kina aasan tha

PA :bummer:

Re: kina aasan tha

PA ke ilawa PPP ka zikr mana hai kia?

Re: kina aasan tha

mere samney mana hai :hehe:

Re: kina aasan tha

loot sale

Re: kina aasan tha

thok ke bhao

Re: kina aasan tha

bahir board to dhamaka dar sale ka hai