kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

Amjad Islam Amjad ne kaha tha:

Takhliye ki baton main guftugu izafi hai
pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai

Takhliye ki baten matlab rishwat dene wali baten? or something else?

kiya waqai pyar karne walon o ik nigah kaafi hoti hai? agar ye sahi hai to Hatim Tai ke qisse main ek aashiq apne mashooq ki talash main ye kehta huwa kiyun bhatakta tha ’ ek dafa dekha hai, doosri dafa dekhne ki chah hai’?

:hmmm:

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

Ye Kuch Adult case lagta hy…:stuck_out_tongue:

Jin sy Mohabbat honi ho wo pehli Nazar mein hi ho jaati hy…Shayad is taraf ishara ho…?

Nafsiyaati bhi to ho sakta hy…?:hehe:

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

ager is ka matlab rishwat hai tu phir tu ye pora jumla hi izafi hai :omg:

ye tu sach hai mager nigha wo bhi muhabbat sey bhari huyi :wub:

us ke sun glasses lagey hungey time tabhi :omg::rotfl:

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

ye kahiye na love at first sight ke chakar main padne wale nafsiyati hojate hain?

Takhliye main sirf adult stuff kiyun yaad ata hai?

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

Dekh magar pyar se :cobra:

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

:teary1:

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

any thoughts?

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

Why do my thoughts have to be stated in words can't you feel them. Oh zalim janeman

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

lols. guftugoo izafi hai... expressions ke liye ek smiley hi kafi hai

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

Mihabat mai guftugu nahi, nigah izafi hai

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

matlab muhabbat ke andha hone ki taraf ishara hai

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

Itna Urdu bus kero

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

:smokin:

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

lols. English kar lete hain.

When you say 'muhabbat main guftugu nahin hoti', does that mean 'love is also dumb besides being blind'

Re: kia pyar karne walon ko ik nigah hi kafi hai?

Nahi