Kia milta to jo tujhay donDtay lakeeron main

Tera khayal to mehz roz ka bahana tha
Her haal main dard nay dil main samaa’na tha

Kia milta jo tujhay donDtay lakeeron main
Azad¬ her haal main aankh nay neer ka bahana tha

Adab Arz
(Azad)

Re: Kia milta to jo tujhay donDtay lakeeron main

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Tera khayal to mehz roz ka bahana tha
Her haal main dard nay dil main samaa'na tha

Kia milta to jo tujhay donDtay lakeeron main
Azad¬ her haal main aankh nay neer ka bahana tha

Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]

Woooo this one is great.... thanks Azad jee.... keep it up..... aab autograph behi day hee doo....

Ajj aap nay dill khush kar diya....

Re: Kia milta to jo tujhay donDtay lakeeron main

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

Kia milta to jo tujhay donDtay lakeeron main
Azad¬ her haal main aankh nay neer ka bahana tha

[/QUOTE]

V nice ...:)

Re: Kia milta to jo tujhay donDtay lakeeron main

zaberdastt keep it up :k:

WaH:flower1:..

:k: nice one

beautiful :k::flower1:

kia baat hai:k::k::k:
thanks for sharing once again:)

Re: Re: Kia milta to jo tujhay donDtay lakeeron main

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Woooo this one is great.... thanks Azad jee.... keep it up..... aab autograph behi day hee doo....

Ajj aap nay dill khush kar diya....
[/QUOTE]

Pehlay dug dugi ko khush karnay ka karain ... autograph ka bhi ho jay ga ;)

ghazal kisi ke Jee baqi batain buzargon kay karni ki hain. :smiley:

***** Vivacious ***** Nawazish Sudaii jee … phool :blush:

HeArT HaCKeR - nice kon aap ya Sudaii jee ka phool?

BrokenSky - Aap ke sirf WAH say hi Assman tthott parra, AAH bhartay to qayamat hoti.

nikii - Nawazish jee

NikamiJano - Adab

itna uncha mat uro:hoonh::snooty: